Home » Hanafi Fiqh » Muftionline.co.za » Iddat me kiya nahi karna chaahiye?

Iddat me kiya nahi karna chaahiye?

Answered as per Hanafi Fiqh by Muftionline.co.za

Q:

1. Agar koi ladki sari zindagi widow rah gyi to kya kya nhi krna chahiye?

Colourful dress

Mehndi ka use hand me ya hair me lagana

Makeup krna

Ye sab nhi krna chahiye kya hamesha white dress pahan na chahiye?

2. Mai nikah ki ring pahni hui hu iddat me ye bhi mana hai? 

3. Mujhe sb logon ne kaha hai k tumhari rukhsati nhi huyi thi to iddat ki koi zarurat nhi.

Bismillaah

A:

1. Widow ko achche kapre ka istimaal karna aur apne aapko aaraasta karna durust he iddat ke bad.

2. Iddat me usko nikaalna chaahiye.

3. Agar aapne apne khaawind ke saath khalwat nahi kya to iddat ki dharoorat nahi.

And Allah Ta’ala (الله تعالى) knows best.

Answered by:

Mufti Ebrahim Salejee (Isipingo Beach)

This answer was collected from MuftiOnline.co.za, where the questions have been answered by Mufti Zakaria Makada (Hafizahullah), who is currently a senior lecturer in the science of Hadith and Fiqh at Madrasah Ta’leemuddeen, Isipingo Beach, South Africa.

Read answers with similar topics: