Home » Hanafi Fiqh » AskOurImam.com » Is it compulsory to make sajdah-e-sahw on adding a surah to surah al-fātihah in any of the last two raka’s of four rak`ah fardh salāh?

Is it compulsory to make sajdah-e-sahw on adding a surah to surah al-fātihah in any of the last two raka’s of four rak`ah fardh salāh?

Answered as per Hanafi Fiqh by AskOurImam.com

Asalaamualykum-wa-Rehmatullaahi-wa-Barakaatahu-wa-Magfeeratahu! Mohatram Mufti sahab! Umeed hai Aap hazrat khairiyat se honge!

  1. Aik sawaal ye thaa ke agar farz namaz infiradi padh rahe ho jaise 4 yaa 3 rakaat waali aur galti se baqi ki 2 yaa 1 rakaat main sureh fatiha ke baad koi sureh padh lee to kya sajda sahoo karna hai????
  2. Isi tareh agar imaam ke peeche padh rahe hon aur hame samjho aik rakaat jamaat se mili aur aakhir ki 1 rakaat main sureh faatiha ke baad koi sureh padh lee to kya sajde sahoo karna hai???

Please in sab ke jawaabat tafseel se inaayat farmayen. Jazaakumullaah…..

Answer:

In the Name of Allah, the Most Gracious, the Most Merciful.

As-salāmu ‘alaykum wa-rahmatullāhi wa-barakātuh.

  1. Us sae sajdah-e-sahw laazim nahee hogaa[1].
  2. Aap kaa sawaal mujmal hae. Wadhaahat kijiyae.

And Allah Ta’āla Knows Best

Hanif Yusuf Patel

Student Darul Iftaa

UK

Checked and Approved by,

Mufti Ebrahim Desai.

www.daruliftaa.net

References
[1] ولو قرأ في الأخريين الفاتحة والسورة لا يلزمه السهو وهو الأصح

[Al-Fatawa al-alamgiriyyah, 1: 126, Maktabah Rashidiyyah; Al-Bahr ar-Ra`iq, 2: 167, Maktabah Rahidiyyah; Tabyīn al-Haqā`iq, 1: 474, Dar al-Kutub al-Ilmiyyah]

[Fatawa Mahmūdiyyah, 7: 412, Dar al-Iftaa Jamiah Faruqiyyah, Karachi]

This answer was collected from AskOurImam.com, which is operated under the supervision of Mufti Hanif Yusuf Patel. He graduated from Jamiatul Ilm Wal Huda, Blackburn, U.K, with a distinction in Alimiyyah degree. He thereafter travelled to Darul Iftaa Mahmudiyyah Durban, South Africa, to train as a Mufti under the tutelage of Mufti Ebrahim Desai and Mufti Husain Kadodia.

Read answers with similar topics: