Home » Hanafi Fiqh » Muftionline.co.za » Sajdah-e-tilaawat ke ba’d eyk do aayaat parhna

Sajdah-e-tilaawat ke ba’d eyk do aayaat parhna

Answered as per Hanafi Fiqh by Muftionline.co.za

Q: Doran-e-namaz sajda tilawat ke mutaliq sawaal. Soorah alaq ki last aayah pe sajda tilawat krne or wapis takbeer keh or khade hone k bad kia. ye zaroori or behter h k mn next soorah ki 1 or 2 verses recite kroon or us k bad hi rakoo mn jain. 

Bismillaah

A: Sajda-e-tilaawat karne ke bad, agar aap ayk do aayat parhe, to behtar. Owr agar sajda-e-tilaawat karne ke ba’d aap fowran ruku’ me gaye, to is tarah karna makrooh he, lekin namaaz hojaegi.

And Allah Ta’ala (الله تعالى) knows best.

Answered by:

Mufti Zakaria Makada

Checked & Approved:

Mufti Ebrahim Salejee (Isipingo Beach)

This answer was collected from MuftiOnline.co.za, where the questions have been answered by Mufti Zakaria Makada (Hafizahullah), who is currently a senior lecturer in the science of Hadith and Fiqh at Madrasah Ta’leemuddeen, Isipingo Beach, South Africa.

Read answers with similar topics: