Home » Hanafi Fiqh » Mahmoodiyah » Evils of Backbiting

Evils of Backbiting

Answered as per Hanafi Fiqh by Mahmoodiyah

Question:

 

asslamoalikum
jaysa k islaam nay milnay milaanay ko or doosray muslamnn bhaai ki khabar geeri karnay ko aham qaraar dia hay laykin aaj kal jab k is say burayaan phaylti han maslan gheebat jhoot waghera waghera to agar koi shaks mulaaqat may in ko na chor sakay to kia us liy jaiz hay k wo milna hi chor day yaani khyriyat to maloom rakhay laykin milay julay nahi ?

 


Answer:

 

Fatwaa no. 168/03

 

Gheebat karnaa, joot bolnaa, kisi ki buraa’ee karnaa waghera, ye baraa Ghunaa hain.  Agar koi inse bach na sakain to aisy jagaa jaanaa kam karsaktaa hain lekin apne ta’lookaat fon wa khat, waghera se baqi rakhe.  (Fataawaa Rahimiyyah, Vol. 9)

And Allah Ta’ala knows best,

Abul Haqq bin Ayyub Suba

Attested to as correct by:

Mufti Muhammad Ashraf

Darul Iftaa

Jameah Mahmoodiyah

Springs

01 September 2003

04 Rajab 1424

Read answers with similar topics: