Home » Hanafi Fiqh » AskOurImam.com » Is it permissible for men to wear any ring?

Is it permissible for men to wear any ring?

Answered as per Hanafi Fiqh by AskOurImam.com

Asalaamualykum-wa-Rehmatullaahi-wa-Barakaatahu-wa-Magfeeratahu!

Mohatram Mufti sahab!

Umeed hai Aap hazrat khairiyat se honge!

Aik maslaa ye thaa ke kya ham lohaa; taamba; peetal; platinum yaa phir (pltinum coated over silver for show purpose) ki angothi yaa sallaa pehan sakte hain??? Aik dost ne taambe ki ring (anghothi) pehni thi, mere puchne par oos ne bataaya ke ilaaj ki garz se pehnaa hun. To mai chup raha magar oos ne puchaa hai ke kyaa ham pehen sakte hain??? Please Aap hazrat detail main aur mufassal iss baare main rehnumaayi farmaayen…

JaZaakumullaah……

Answer:

In the Name of Allah, the Most Gracious, the Most Merciful.

As-salāmu ‘alaykum wa-rahmatullāhi wa-barakātuh.

Sirf chandi ki anghuti mard kaeliyae ja`iz qarar di gayi hae[1] aur woe bhi aek mithqal sae kam[2] (saarae teen maasha ki miqdar)[3]. Us kae alaawa kisi dhaat ki anghuti mard kae liyae durust nahi[4]. Albattaa, batoerae ilaaj, taambe ki anghothi pahennae ki gunjaayish hae[5].

And Allah Ta’āla Knows Best

Hanif Yusuf Patel

Student Darul Iftaa
UK

Checked and Approved by,
Mufti Ebrahim Desai.

www.daruliftaa.net

References
[1] (ولا يتحلى) الرجل (بذهب وفضة) مطلقا (إلا بخاتم ومنطقة وجلية سيف منها) أي الفضة

[Radd al-Muhtar al-ad-Durr al-Mukhtar, (Al-Hazar wa al-Ibahah: fi al-Libas) 6: 358, H. M., Saeed Company; Al-Bahr Ar-Ra`iq, (Al-Karahiyah: fi al-Libas) 8: 348, Maktabah Rashidiyyah, al-Binayah ala al-Hidayah, 12: 110; Fatawa Qadhi Khan, 3: 253]

ولا يتختم إلا بالفضة وهذا نص على أن التختم بالحجر والصفر حرام

[Al-Hidayah, (al-Karahiyah: fi al-Libas), 4: 457, Mkatabah Shirkah Ilmiyyah Multan]

[2] وينبغي أن يكون قدر فضة الخاتم المثقال ولا يزاد عليه، وقيل: لا يبلغ به المثقال

[Al-Muhit al-Burhani fi al-Fiqh an-Nu`mani, 5: 349; Radd al-Muhtar al-ad-Durr al-Mukhtar, 6: 361, H.M. Saeed Company, Tabyin al-Haqa`iq Sharh Kanz ad-Daqa`iq wa Hashiyah as-Shalbi, 6: 16]

[Fatawa Mahmudiyyah, 19: 339-341, Dar al-Iftaa Jamiah Faruqiyyah Karachi]

[3] [Fatawa Mahmudiyyah, 19: 343, Dar al-Iftaa Jamiah Faruqiyyah Karachi]

[4] Radd al-Muhtar al-ad-Durr al-Mukhtar, 6: 358, H.M. Saeed Company, Al-Bahr Ar-Ra`iq, 8: 348, Maktabah Rashidiyyah, Majma` al-anhur Sharh Multaqa al-Abhur, 4: 129, Maktabah Gaffariyah]

[Fatawa Mahmudiyyah, 19: 344, Dar al-Iftaa Jamiah Faruqiyyah Karachi]

[5] [Imdad al-Ahkam, 4: 351-2, Maktabah Dar al-Uloom Karachi]

This answer was collected from AskOurImam.com, which is operated under the supervision of Mufti Hanif Yusuf Patel. He graduated from Jamiatul Ilm Wal Huda, Blackburn, U.K, with a distinction in Alimiyyah degree. He thereafter travelled to Darul Iftaa Mahmudiyyah Durban, South Africa, to train as a Mufti under the tutelage of Mufti Ebrahim Desai and Mufti Husain Kadodia.

Read answers with similar topics: