Home » Hanafi Fiqh » Askimam.org » Divorce

Divorce

Answered as per Hanafi Fiqh by Askimam.org

MY QUESTION IS “1)HUSBAND WIFE  K JAGHDO ME HUSBAND BIWI SE KAHE K MUJHE TERE SAATH NAHI RAHNA HAI ,CHODUNGA AUR THODI DEER BAAD PHIR SE NORMAL  MOHABBAT SE RAHNE LAGE TO YE TALAQ HOTA HAI…SIRF GUSSE ME LAN TAN HUSBAND KAHTA HAI…  20)AGAR HUSBAND KO TALAQ-E- KINAYAH K BAARE ME NAHI MALAUM AUR BIWI KO GALAT CHOD DENEWALE ALFAZ KAHE AUR MALUM HONE KE BAAD SACCHE TUBA KARLE…TO KIYA PHIR BHI TALAQ HO GA… “

Answer

In the Name of Allah, the Most Gracious, the Most Merciful.

As-salāmu ‘alaykum wa-rahmatullāhi wa-barakātuh.

1)     Shuhr ka kehna “CHODUNGA” wa’da he ke mustaqbil me talaq dega. Isse talaq waqi’ nahi hoti.[1]

2)     Shuhr ne konse alfaze kinaya bole? Tafseel ma’loom hone ke ba’d hukam lagaya jasakta he.

And Allah Ta’āla Knows Best

Zakariya Memon

Student Darul Iftaa
Chatham, Canada 

Checked and Approved by,
Mufti Ebrahim Desai.

Daruliftaa.net


[1]

(1)بخِلَافِ قَوْلِهِ طَلِّقِي نَفْسَك فَقَالَتْ أَنَا طَالِقٌ أَوْ أَنَا أُطَلِّقُ نَفْسِي لَمْ يَقَعْ لِأَنَّهُ وَعْدٌ جَوْهَرَةٌ،-ردالمحتار ج3 ص319- بيروت

(2)فتاوى محموديه ج13 ص33 – جامعه فاروقيه

(3)فتاوى دار العلوم ديوبند ج1 ص82- دار الاشاعت

(4)احسن الفتاوى ج5 ص158- سعيد

This answer was collected from Askimam.org, which is operated under the supervision of Mufti Ebrahim Desai from South Africa.

Read answers with similar topics: