Home » Hanafi Fiqh » Askimam.org » Vow to refrain from sin

Vow to refrain from sin

Answered as per Hanafi Fiqh by Askimam.org

Umeed he app kheriyat se honge insha Allah. Question ye he ke me ne aik kaam ke pora hone ki mannat mani or Mannat ye thi he allah talla mera falan kaam ho jaye to me falan ghalat kaam chorh don ga.. allah talla ne rahmat ki or mera matlooba kaam ho gaya…lakin ghalat kaam jis ko chorhna tha wo kam to ho gaya lakin chota nahi. Mannat pori na kar sakne ka kiya hal hei. 

Answer

In the Name of Allah, the Most Gracious, the Most Merciful.

As-salāmu ‘alaykum wa-rahmatullāhi wa-barakātuh.

Aap par kaffarah lazim he.

Kaffarah ye he:

Aap das ghareeb logon ku khilaye do martaba ya das ghareebon ku kapra de

Agar ye mumkin na ho to teen din lagatar rozah rakhe[1]

And Allah Ta’āla Knows Best

Tahmid Chowdhury

Student Darul Iftaa

New York, USA

Checked and Approved by,

Mufti Ebrahim Desai. 

______


[1]

مختصر القدوري (ص: 210)

وإذا قال: أقسم أو أقسم بالله أو أحلف بالله أو أشهد أو أشهد بالله فهو حالف وكذلك قوله: وعهد الله وميثاقه وعلي نذر أو نذر الله

This answer was collected from Askimam.org, which is operated under the supervision of Mufti Ebrahim Desai from South Africa.

Read answers with similar topics: