Home » Hanafi Fiqh » Tafseer Raheemi » 3 questions about gunahe jariya

3 questions about gunahe jariya

Answered as per Hanafi Fiqh by Tafseer Raheemi

Assalamualaikum.w.w.
Hazrat
Agar ki si nai apna TV ke sath jo dekha ja na wala box dya ho. Awr lai nai wala har tarah ke program dekhay. Ye de nai walai k liay Gunah e jaria ni ho ga?

Apnai Marhoomo ko TV ya DVD pe deikh te hain. Ye deikh nai walon ko Gunah ho ga. Ya Marhoomo ko b Azaab ho ga?

Hum keh te tu koi qubool ni kar te. Marhoomo ki tasweerain yaadgaar ke liay rakh na JAIS he? Plz


Answer: Gunah ki chiz nahi dena chahye, balke throw it away, gunahe jariya ki possibility he,

Dekhne walon ko gunah hoga, aur agar marhoom ne wasiyyat ki thi ke mujhe dekhna ya pasand tha ke unko dekha jaaye to unko bhi azab ho sakta he,

Tasweeren destroy kar deni chahyen, unko dekh dekh kar yaad taza hoti rehti he, aur ho sakta he cheekho pukaar nikal aaye, jo prohibited he. Gham Bhula dena chahye usko barhana Atcha nahi he.

Allah ummat ko hidayat de

This answer was collected from Tafseer-Raheemi.com the official website of Sheikh Abdul Raheem Limbada (Hafizahullah) of UK.