Q: Haiz band honay k aik din bad nahanay se pahlay haiz ka asar saaf karnay par blood nahi lakin khoon wala raisha nikla to jo khali waqt guzra h us ki namaz ada karni ho gi plz sawal ko samjh k ans kijiye ga. JazzakAllahu khaira
A: Ye khoon ka asar haidh he bashart ye ke haidh ke zamaane me ho. Lihaza jo khaali waqt guzra, us ki namaaz qadha nahi hogi.
And Allah Ta’ala (الله تعالى) knows best.
Answered by:
Mufti Ebrahim Salejee (Isipingo Beach)