Home » Hanafi Fiqh » Muftionline.co.za » Watne-e-suknaa se safar karna

Watne-e-suknaa se safar karna

Answered as per Hanafi Fiqh by Muftionline.co.za

Q: Mera ghr jaranwala hy or me fsd me rehta hun jo jrw sy 35 kilo meter k fasly pr hy or me hr jumy ghr jata hun. Ab me hfty ko suba jrw s fsd aya, 2 din fsd raha or mndy ko jhng chla gya jo fsd sy 75 k.m hy, or aik dn guzar kr wapis a gya, ab kya wapis fsd aa kr me qsr nmz prhun ga ya puri minz prhna ho g?

Bismillaah

A: Apne watan Jaranwala se jab aap nikle agar aap ki niyyat JHNG jaane ki thi, to aap musaafir huwe. FSD me aap musaafir rahe owr JHNG me bhi aap musaafir rahe. Jab waha se aap FSD waapas aaye, to agar aap ne waapsi me Jaranwala jaane ka iraada kya, to aap musaafir huwe, FSD me aap musaafir huwe owr ghar waapas aane tak aap musaafir rahe. Lekin agar apne watan Jaranwala se aap nikle owr aap ne JHNG jaane ki niyyat nahi ki, owr sirf FSD se JHNG jaane ki niyyat ki, to aap FSD me bhi musaafir nahi rahe owr JHNG me bhi musaafir nahi rahe. Jab aap JHNG se waapas aaye FSD ki taraf, owr app ne Jaranwala jaane ki niyyat nahi ki, to aap FSD me musaafir nahi huwe.

And Allah Ta’ala (الله تعالى) knows best.

Answered by:

Mufti Zakaria Makada

Checked & Approved:

Mufti Ebrahim Salejee (Isipingo Beach)


Q: Aap ny frmaya k apny wtn JRW s niklny ki niyat moatbr ho g, ap n ye b frmaya k agr phly niyat ni th mgr FSD a kr wahan s jhng chly gy to b nmz qsr ni ada ki jaiy g halan’k FSD me men mudrris hun or hr hfty JRW jany ka irada hota hy,kya JHNG jaty huy mera sfr JRW s shumaar nai ho ga? 2nd mjy ye btlain k agr me phly JRW s FSD ata hun, phr 2 4 din bd mera irada bnta h islamabd jany ka jo 300 k.m h tqribn,   phr 2 4 din k bd me wps FSD ata hun to kya FSD me men qsr prhun ga ya mukmml?

Bismillaah

A:

1. Agar aap ku maloom nahi tha ke aap JHNG jaane waale the owr sirf FSD phonchne ke ba’d aap ne jaane ki niyyat ki, to JHNG jaane ke ba’d aap musaafir nahi honge choocnge FSD owr JHNG ke darmiyaan safar ke masaafat nahi he.

2. Qasr parhenge.

And Allah Ta’ala (الله تعالى) knows best.

Answered by:

Mufti Zakaria Makada

Checked & Approved:

Mufti Ebrahim Salejee (Isipingo Beach)

This answer was collected from MuftiOnline.co.za, where the questions have been answered by Mufti Zakaria Makada (Hafizahullah), who is currently a senior lecturer in the science of Hadith and Fiqh at Madrasah Ta’leemuddeen, Isipingo Beach, South Africa.

Read answers with similar topics: