Home » Hanafi Fiqh » Askimam.org » Karay aur hath utaakar Salatu wassalam kar saktay

Karay aur hath utaakar Salatu wassalam kar saktay

Answered as per Hanafi Fiqh by Askimam.org

ham masjid mai slam ”asalatu wasalamalika ya rasoolulah partay hai” ab mera sawal yai hai ki kya ham us waqat hath utha sakthay hai?

Answer

In the Name of Allah, the Most Gracious, the Most Merciful.

As-salāmu ‘alaykum wa-rahmatullāhi wa-barakātuh.

Murawwaja salat aur salam ka tariqa durust nahi he. Aam tor par log samajtihay ka Rasulullah Sallahu Alayhi Wasallam hazir howte he. Ye bohot bari Galati he aur aqida ki kharabi he. Hazir aur nazir howne ki sifaat sirf Allah ki he. Doosra ye he ke haat utaana kyoo he. Rasulullah Sallahu Alayhi Wasallam se dua nahi kiya jatahe. Ye kufr aur shirk he. Dua sirf Allah se kiya jata ha. Is amal se aap tawba kari aur apni imaan ki hifazat kare[1].

And Allah Ta’āla Knows Best

Immad Bin Arshad

Student Darul Iftaa
California, USA

Checked and Approved by,
Mufti Ebrahim Desai.

www.daruliftaa.net


[1] كفايت المفتى ج١ ص١٤٧-١٦٣ دار الإشاعت

فتاوى محموديه ج٢١ ص١٧١-١٧٣ دار الإفتاء جامعه فاروقيه كراجى

فتاوى رحيميه ج٢ ص٢١٧-٢٢٠ دار الإشاعت

فتاوى دار العلوم ديوبند ج١ ص١١٢ دار الإشاعت

فتاوى دينيه ج١ ص٩٠-٩١

This answer was collected from Askimam.org, which is operated under the supervision of Mufti Ebrahim Desai from South Africa.

Read answers with similar topics: