Home » Hanafi Fiqh » Askimam.org » I was forced to sign a talaq document, has talaq taken place?

I was forced to sign a talaq document, has talaq taken place?

Mairy shadi oct 2013 ko hui thi kuch dino ki bad mujhy ek zakham ho gaya Right side peeth main jis ko mairy sosral walo nay cancer smaj liya per hamari arzzo minnat karny per hamary rony girgirany per ki hum ko cancer nahi hai please rishta khatam mat kigie. way log dr ki pas ja kar mashwara kiya pata chala ki main such kaha raha hun tab aiy aur kaha 15 days ka time dai rahi hai kuch sharto per hum rishta continue karingy hum log nay ha kar dy. per do din bad phir chaly aie un ko larka milgaya tha zo hamari wife ka ex boy friend tha is lie un logo nay force fully divorce paper per sighn karaliya. agar main paper per sighn nahi karta to dowry case main fasana jata ghar makan bikwany ki dhamki di skht bizzat ki dhamki diy par ppet ki dhamki di Main skht bimar tha bed rest main tha ghar main akila tha kyon ki ghar ki sab log hospital gay hui thy hamary bhainoi ko dekhny wo hospital main admit thy mujhy geer kar zabardasti talaq nama per sighn karaliya gaya jis per teen talaq likha gaya tha na mainy kagaz parha na mainy zaban say bhi kuch  kaha main sirf paper per sighn kya tha kya aisy halat main talaq waqi ho gai Allah ki wasty zabab dai quran wa sahi hadith ki hawala say.

Answer

In the Name of Allah, the Most Gracious, the Most Merciful.

As-salāmu ‘alaykum wa-rahmatullāhi wa-barakātuh.

Kindly explain what you mean by they surrounded you and forced you to sign the talaq document: 

  • Did they hit you 
  • Did they threaten to hit you 
  • What happened when they surrounded you 

Translation: 

Bara`e mehrbani se wazahat farmadi`jye, jab unhone aap ko gherah aur majbur kiya talaq naame par dastakhat karnneka:

  • Kya unho ne aap ko maara
  • Kya unho ne aap ko maarne ka dhamki di
  • Jab unhone aap ko ghera us waqt kya huwa 

And Allah Ta’āla Knows Best

Hafizurrahman Fatehmahomed 

Student Darul Iftaa
Netherlands 

Checked and Approved by,
Mufti Ebrahim Desai.

This answer was collected from Askimam.org, which is operated under the supervision of Mufti Ebrahim Desai from South Africa.

Read answers with similar topics: