Home » Hanafi Fiqh » ShariahBoard.org » Job and Marriage

Job and Marriage

Answered as per Hanafi Fiqh by ShariahBoard.org

Assalaamualykum wa rehmatullaahi wa barakaatahu.
Mohatram Mufti sahab umeed hai aap hazrat khairiyat se honge.

ek baat  aap hazrat waala se share karni thi k mujhe abhi job karte huye 2 – saal ho gaye hain oil & gas field mai, aur promotion bhi alhamdulillaah ho gayaa hai par market recession chal raha hai petroleum field mai iss ki wajeh se jo payment promotion k baad milna chaahiye thaa wo nahi mil rahaa hai, iss ki wajeh se pareshaan hun.
isi tareh mai doosri companies mai bhi try kar rahaa hun par khaatir khaaw jawaab nahi aa raha hai, iss situation mai ahbaab keh rahe hain k shaadi kar lun, par ghar mai se koi support nahi hai aur mai chaahta hun k  achchi paymaent waali job mile aur thora settle ho jaaoon to shaadi kar lunga inshaa allaaah, shaadi k taalluq se maa se bhi kahaa hai par oon ki baaton  se aysaa pata chalaa hai k 30 saal ki umar mai wo meri shaadi karne ka iraada rakhti hain aur abhi meri umr 26 years hai, kabhi kabhi bohut depression aata hai k mujhe achchi job milegi bhi yaa nahi? aur nervousness mehsoos kartaa hun.
please iss silsile mai rehnumaayi farmaayen jazaakallaah khair. 

الجواب وبالله التوفيق

You should thank Allah Subhanahu Wa Ta‘ala upon the promotion and the favorable circumstances. Also be patient when the circumstances are not favorable, as Allah Subhanahu Wa Ta‘alais with those who are patient. In addition to making strive, also make duato Allah Subhanahu Wa Ta‘alaand perform istakhara regarding your marriage. Have hope and high optimism with the zātof Allah Subhanahu Wa Ta‘ala. We also made dua for you.  

واللہ اعلم  بالصواب

This answer was collected from Shariahboard.org. It was established under the supervision of the eminent faqih of our era, Hazrat Shah Mufti Mohammed Navalur Rahman damat barakatuhum.

Read answers with similar topics: