Home » Hanafi Fiqh » Muftionline.co.za » Haidh ke darmiyaan khaali waqt ki namaaz

Haidh ke darmiyaan khaali waqt ki namaaz

Answered as per Hanafi Fiqh by Muftionline.co.za

Q: Haiz band honay k aik din bad nahanay se pahlay haiz ka asar saaf karnay par blood nahi lakin khoon wala raisha nikla to jo khali waqt guzra h us ki namaz ada karni ho gi plz sawal ko samjh k ans kijiye ga. JazzakAllahu khaira

Bismillaah

A: Ye khoon ka asar haidh he bashart ye ke haidh ke zamaane me ho. Lihaza jo khaali waqt guzra, us ki namaaz qadha nahi hogi.

And Allah Ta’ala (الله تعالى) knows best.

Answered by:

Mufti Ebrahim Salejee (Isipingo Beach)

This answer was collected from MuftiOnline.co.za, where the questions have been answered by Mufti Zakaria Makada (Hafizahullah), who is currently a senior lecturer in the science of Hadith and Fiqh at Madrasah Ta’leemuddeen, Isipingo Beach, South Africa.

Read answers with similar topics: