Home » Hanafi Fiqh » Muftionline.co.za » Bhai ke saat ghar ka problem

Bhai ke saat ghar ka problem

Answered as per Hanafi Fiqh by Muftionline.co.za

Q: Mein ne 2006 main apna bhai ke sath mil kar ghar liye tha ghar story hai 1 floor par 3 bedrooms livingroom kitchen hai ur 2 floor par 2bedrooms livingroom kitchen hai. Main ab chahti ho ke mere bhai 2 floor par move ho jaya kionkeh main ab 3 bedroom chahte ho. Mere bete ki age 17 sal hai ur meri beti ki 13 sal un ko separate rooms zaruri hai. Mere bhai ka bete 9 saal ka hai ur beti 7 saal ki hai. Hum 8 saal se ghar ka sab kharch 1/2  1/2 karta hai. Mein ghar ghar sell kar na ke liye bhai se kaha tha lekin na tu woh ghar sell karna par razi hai ur na 2 floor par move hu na par razi hai. Mere masail hai. Ghar ke papers main mere nam nahin hum Newyork main hai. Kuch papers missing the is lie mere nam nahin. Ap muja koi wazifa bata dein jaise ghar sell hojaya.

bismillah.jpg

A: Har namaaz ke bad istighfaar karo aur jee laga kar du`aa karo. Allah mushkilaat door farmaye.

And Allah Ta’ala (الله تعالى) knows best.

Answered by:

Mufti Ebrahim Salejee (Isipingo Beach)

This answer was collected from MuftiOnline.co.za, where the questions have been answered by Mufti Zakaria Makada (Hafizahullah), who is currently a senior lecturer in the science of Hadith and Fiqh at Madrasah Ta’leemuddeen, Isipingo Beach, South Africa.

Read answers with similar topics: