Home » Hanafi Fiqh » Muftionline.co.za » Quraan Shareef ke huqooq

Quraan Shareef ke huqooq

Answered as per Hanafi Fiqh by Muftionline.co.za

Q:

1. Quraan ke hum par kiya huqooq he?

2. Huqooq ke adayege ke liye kis qadr koshish zaroor karne chahiye aur kis darje me (fardh/waajib/sunnah/mustahab)?

Bismillaah

A:

1. Uske oopar amal kare aur amal karne keliye jo Quraan Shareef achchi tarah samajhta ho us se amal ko seekhe.

2. Jis tarah aap roti kapre aur makaan ki fikr karte ho isee tarah Quraan ke huqooq ki fikr karo.

And Allah Ta’ala (الله تعالى) knows best.

Answered by:

Mufti Ebrahim Salejee (Isipingo Beach)

This answer was collected from MuftiOnline.co.za, where the questions have been answered by Mufti Zakaria Makada (Hafizahullah), who is currently a senior lecturer in the science of Hadith and Fiqh at Madrasah Ta’leemuddeen, Isipingo Beach, South Africa.

Read answers with similar topics: