Home » Hanafi Fiqh » Muftionline.co.za » Challenges at Home: Dealing with Family Issues and Financial Struggles

Challenges at Home: Dealing with Family Issues and Financial Struggles

Answered as per Hanafi Fiqh by Muftionline.co.za

Q: Meray ghar ke halaat kafi kaharaab hain ak bhai nay toh bikul vhor deya hai humain shadi kerli hao or baki 3 main zay 2 bohot zulm or zaiti kerty hain martay hajn or galiyaan daity hain rishtaydaaroun main bhi zaleel kerdeya hai hala kay aisi koi baat hai he nai mera rab janta hai meri or meri behnoun ki sharafat ki mera ak bhai hum per bohot yaqqen kerta hai or job bhi kerta hai chota hai sab say baki baray do kaam bhi nai kertay ammi abbu say had darjay ki batameezi kerty hain unki ak nai sunty or ghar bhaity rehtay hain abbu ammmi ko tanv kerty hain meray abbu bhurhay hogay hain phir bhi itni mehnat ka kaam kertay hain unko zara taras nai ata or paisy bhi zabardasti nikalvatay hain beyshak abbu k pass na houn yah hath tang ho.. main kal khawab main abbu ko kafi buri halat main dekha thakay huvay mitti lagi huvi or ganday huvay or gadi main bhi mitti kafi or humain behnoun or ammi ko bazar say pick krrty hIn or boltay hain ajj main bohot thak gaya iska kia matlab huva plz batadain.

Bismillaah

A: Panch waqt ki namaaz ke ba’d ye attached dua parhe. Allah Ta’ala asaan farmae.

And Allah Ta’ala (الله تعالى) knows best.

Answered by:

Mufti Zakaria Makada

This answer was collected from MuftiOnline.co.za, where the questions have been answered by Mufti Zakaria Makada (Hafizahullah), who is currently a senior lecturer in the science of Hadith and Fiqh at Madrasah Ta’leemuddeen, Isipingo Beach, South Africa.

Read answers with similar topics: