Home » Hanafi Fiqh » Muftionline.co.za » Wudhu ke baare me shak

Wudhu ke baare me shak

Answered as per Hanafi Fiqh by Muftionline.co.za

Q: Mai jab nayi wudu karti hoon mujhe lagta hai ke meri wudu thik tariqe se nahi huyi ya to wo toot gayi hai aur mai dobara wudu karti hoon. bar bar wudu karti hoon. namaaz parne ke liye jab bhi khari hoti hoon to aisa lagta hai ke meri wudu toot chuki hai. mai kya karoo?

Bismillaah

A: Iski taraf dhiyaan ne do. Namaaz ko jaari rakho.

And Allah Ta’ala (الله تعالى) knows best.

Answered by:

Mufti Ebrahim Salejee (Isipingo Beach)

This answer was collected from MuftiOnline.co.za, where the questions have been answered by Mufti Zakaria Makada (Hafizahullah), who is currently a senior lecturer in the science of Hadith and Fiqh at Madrasah Ta’leemuddeen, Isipingo Beach, South Africa.

Read answers with similar topics: