Home » Hanafi Fiqh » Muftionline.co.za » Dawat, tableegh, jihaad owr deen ki mehnat

Dawat, tableegh, jihaad owr deen ki mehnat

Answered as per Hanafi Fiqh by Muftionline.co.za

Q: Me jaanna chahta hu ke 1. Dawat 2. Tableegh 3. Jihaad 4. Deen ki mehnat, in alfaz me kya difference he.

Bismillaah

A: Dawat aur tableegh eik hee cheez he. Uska khulasa logo ko khuda ki taraf bulaana he, chaahe kitaabo se chaahe zabaani. Aur jihaad khuda ke raah apne maal wa jaan ko qurbaan karna i`laa-e-kalimatullah keliye. Aur deen ki mehnat tamaam deeni kaamo ke oopar uska itlaaq ho sakta he.

And Allah Ta’ala (الله تعالى) knows best.

Answered by:

Mufti Ebrahim Salejee (Isipingo Beach)

This answer was collected from MuftiOnline.co.za, where the questions have been answered by Mufti Zakaria Makada (Hafizahullah), who is currently a senior lecturer in the science of Hadith and Fiqh at Madrasah Ta’leemuddeen, Isipingo Beach, South Africa.

Read answers with similar topics: