Mufti sahab Asslam Alekum, Mufti Sahab Main apne 1 motabar mufit se poocha tha ki hum log kaun kaun si miswak kar sakate hai, to unhone sirf ye batayaa ki jo kadawi ho, jisme resaa daat me na lage, jaharili miswak haram hai, matalab vo kisi kitab ko pad ke bataa rahe the, kya aap mujhe kam se kam 8-10 tree(ped) ke naam bataa sakate hai jiski miswak jayaz hai, mufti sagab mujhe darakht ka naam chahiye jaise Neem,Peelu,Jaitun etc.
Answer
(Fatwa: 760/719=B/1430)
Doing miswak with stick of any tree or plant except bamboo plants and pomegranate is permissible:
ویصح بکل عود إلا الرمان والقصب لمضرتھما (حاشیۃ الطحطاوی علی مراقی الفلاح 67)
Allah (Subhana Wa Ta’ala) knows Best
Darul Ifta,
Darul Uloom Deoband