1)mujhe yeh pata karna hai k ALLAh k agay jawani ki ibadat kitni ehmiyat rakhti hai i mean i m student to mujhe batao plzz??
2)mein har naik kam mein dil lagata ho par shaitan mujhe ache logo k bare mein bure khayalat lata hai plzzus k liye koi dua bata mein toot jata hai har jata hon lekin mein ALLAH k agay se hatta nahi to mere ALLAh naraz to nahi na mujh se mein kuch nahi kehta shaitan kehta hai plzz is se dur hone ka rasta batadein
3)mujhe ALLAh ka dost banna hai to wo kam batadein jin se ALLAH ka ishq or dosti mil sakti hai
In the name of Allah, Most Gracious, Most Merciful
Assalaamu `alaykum waRahmatullahi Wabarakatoh
1. Jawaani ki ibaadat Allah ko ziyadah pasand he. Us kee fazeelat bohot aaie he hadith me.
2. Rozana subah aur shaam teen Qul parhe.
3. Sunnaton ki paabandi se Allah kee dostee mil saktee he.
And Allah knows best
Wassalam
Mufti M. Kadwa
Darul Iftaa, Madrassah In’aamiyyah Original Source Link