Home » Hanafi Fiqh » Muftionline.co.za » Nikaah me pareshaani

Nikaah me pareshaani

Answered as per Hanafi Fiqh by Muftionline.co.za

Q: Humari shadi ko saat saal ho gayi apni pasand ki thi. Uski wajha se susral main nahi bani alaida hona para ab mere husband her waqt chir chir kerte hain ghusa kerte hain meri her baat bhuri lagti hai aur itni koshish ki unki job main taraki nahi hoti koi aur silsala nahi banata.

bismillah.jpg

A: Namaazo ko qwat ke oopar parhe aur har namaaz ke ba`d dil laga karke istighfaar kare kam se kam eik minute ke liye. Allah Ta`ala aap ke pareshaani ko door farma.

And Allah Ta’ala (الله تعالى) knows best.

Answered by:

Mufti Ebrahim Salejee (Isipingo Beach)

This answer was collected from MuftiOnline.co.za, where the questions have been answered by Mufti Zakaria Makada (Hafizahullah), who is currently a senior lecturer in the science of Hadith and Fiqh at Madrasah Ta’leemuddeen, Isipingo Beach, South Africa.

Read answers with similar topics: