Home » Hanafi Fiqh » Muftionline.co.za » Mustaqbil ka ilm sirf Allah Ta’ala jaante he

Mustaqbil ka ilm sirf Allah Ta’ala jaante he

Answered as per Hanafi Fiqh by Muftionline.co.za

Q: Mere lie ek rishta aya hai jis ke istikhara ke khwab ka zikr kia tha. Is rishte me kafi pareshanian agye theen to mene phr istikhara kia tha k kia ye rishta mere naseeb me hoga. Me khwab me dekhti hun ke me gulabi rang ke joray me dulhan bani bethi hun. Bara e meherbani is khwab me hmari islah kar dijiye. Mere parents kafi confusion ka shikar hyn.

Bismillaah

A: Mustaqbil ka ilm sirf Allah Ta’ala jaante he. Allah Ta’ala ke siwa kooi nahei jaanta he. Namaz ke ba’d aap Allah Ta’ala se dua kare ke agar ye rishta aap ke lie acha he, to Allah Ta’ala us ku poora kar de.

And Allah Ta’ala (الله تعالى) knows best.

Answered by:

Mufti Zakaria Makada

This answer was collected from MuftiOnline.co.za, where the questions have been answered by Mufti Zakaria Makada (Hafizahullah), who is currently a senior lecturer in the science of Hadith and Fiqh at Madrasah Ta’leemuddeen, Isipingo Beach, South Africa.

Read answers with similar topics: