Home » Hanafi Fiqh » Muftionline.co.za » Kiya smuggling jaaiz he?

Kiya smuggling jaaiz he?

Answered as per Hanafi Fiqh by Muftionline.co.za

Q: Kiya smuggling jaaiz he? Maslan yaha chalian sopari ka smuggling hota he Pakistan me paan parag ka bhi cigarette ka bhi. To ye sab mubaah cheze he to is bare me kiya fatwa he? Agar najaaiz hai to kiyu aur qanoon ki pasdari kab lago hoti he jab ke Islami nizam bhi nahi nokria bhi nahi kuch asani ka mamla farmaye.

Bismillaah

A: Musalman aysee harkat ko nahi karna chaahiye jisme khatraat ho izzat aabru ke khilaaf. Maal aur dowlat khatre me daalna ye munaasib nahi he.

And Allah Ta’ala (الله تعالى) knows best.

Answered by:

Mufti Ebrahim Salejee (Isipingo Beach)

This answer was collected from MuftiOnline.co.za, where the questions have been answered by Mufti Zakaria Makada (Hafizahullah), who is currently a senior lecturer in the science of Hadith and Fiqh at Madrasah Ta’leemuddeen, Isipingo Beach, South Africa.