Home » Hanafi Fiqh » Muftionline.co.za » Ghusse me Quraan Shareef ko phenkna

Ghusse me Quraan Shareef ko phenkna

Answered as per Hanafi Fiqh by Muftionline.co.za

Q: Agar ghar me larai jagre ke doran Quran Paak ko koi banda neeche gira de lekin jab zameer malaamat kare to foran utha le aise bande ke baare me kiya hukam he?

Bismillaah

A: Agar ye ihaanat ke tor par nahi giraya to istighfaar ke oopar iktifaa kare. Aaindah in umoor me bohot ihtiyaat karna chaahiye.

And Allah Ta’ala (الله تعالى) knows best.

Answered by:

Mufti Ebrahim Salejee (Isipingo Beach)

This answer was collected from MuftiOnline.co.za, where the questions have been answered by Mufti Zakaria Makada (Hafizahullah), who is currently a senior lecturer in the science of Hadith and Fiqh at Madrasah Ta’leemuddeen, Isipingo Beach, South Africa.

Read answers with similar topics: