Mera naam Syed Aamir Naved hai, main Madina main as a civil engineer job karta main ne inshallah es saal hajj karne ka irada kiya hai. Yahan se hajj k jane k liye do tarekke hain ek to bagair saudi hukumat ke ejazat se ( chori se) aur saudi hukumat ki ejazat se( means tasri le kar ) main ye janna chata hun k bagair tasri k hajj ko jana sahi hai ya nahi. Main ne kisi se suna hai ke saudi hukumat ki ejazat se hajj karne hajj nahi hota.merbani karke meri es mamle mian madad farmaye.
Answer
(Fatwa: 1669/1146/L=1432)
The permission of government is not necessary for Hajj to be valid. Hajj is valid without the permission of the government as well. However if one fears his life and wealth if he goes without the permission of Saudi Government, then it is not right to do so.
Allah (Subhana Wa Ta’ala) knows Best
Darul Ifta,
Darul Uloom Deoband