Kya Gunah hoga agar Shadi ke Kardo par Allah ka Nam, 786 aur bissmillah sharif na print karain?

Mufti Sb. Asslam-alaikum bad salam arj karna hai ki Aaj Kal Shadi ke Kardo par Allah ka Nam, 786 aur bissmillah sharif likha ja raha hai.Shadi ke bad en kardo ko log kabadi ko bench dete hai ya kudi vegra par dal dete hai. Agar kardo par Allah, Kalma ya 786 na print karain to kya Gunah hogi. Barai meharbani es masle par deen kee roshni dale.

Answer:

(Fatwa: 416/385=H)

It is better not to write بسم اللہand other holy text in these cards for precaution.

Allah (Subhana Wa Ta’ala) knows Best

Darul Ifta,
Darul Uloom Deoband

This answer was collected from the official ifta website of Darul Uloom Deoband in India.

Tags: cards

Link