Home » Hanafi Fiqh » Muftionline.co.za » Dream Interpretation: Crossing a River in My Dream

Dream Interpretation: Crossing a River in My Dream

Answered as per Hanafi Fiqh by Muftionline.co.za

Q: Mein ne khwab mein dekha keh mein rastay pay ja raha ho thora hi chala ta keh ek nehar aya aur nehar 6 ya 7 meter ka ta to mein ne chalang (Jump) mara aur mein ne nehar cross kia aur nehar ke dosray tarah chala gaya. Please agar ais ki koi tabeer hain to zaror bataye ga. Mere liye dua bhi kijeye ga mein kafi pareshanio se guzar raha ho.

bismillah.jpg

A: Khwaab ki ta’beer ye he ke Allah Ta’ala aap ku raahat naseeb farmaenge apne pareshaanio se.

And Allah Ta’ala (الله تعالى) knows best.

Answered by:

Mufti Zakaria Makada

This answer was collected from MuftiOnline.co.za, where the questions have been answered by Mufti Zakaria Makada (Hafizahullah), who is currently a senior lecturer in the science of Hadith and Fiqh at Madrasah Ta’leemuddeen, Isipingo Beach, South Africa.

Read answers with similar topics: