Home » Hanafi Fiqh » Muftionline.co.za » Qibla ko pata karne ka tareeqah

Qibla ko pata karne ka tareeqah

Answered as per Hanafi Fiqh by Muftionline.co.za

Q: Qibla kis taraf aata he pata karne ke liye saheeh mobile app bataye aur ye bhi bataye ke bina mobile app se kaisa pata kare, kyunki kabhi kabhi mujhe namaaz parhte waqt shak hota he ke me qibla ki taraf mouh karke parh raha hu ya nahi.

Bismillaah

A: Aap jis jageh me rehte ho to waha se qiblah ke rukh ko muta`ayyan karne ke tareeqe ko socho aur ma`loom karo. Masalan aap mashriq me rehte ho to aapka qiblah maghrib me hoga aur mashriq aur maghrib dekhna mushkil nahi, har aadmi jaanta he.

And Allah Ta’ala (الله تعالى) knows best.

Answered by:

Mufti Ebrahim Salejee (Isipingo Beach)

This answer was collected from MuftiOnline.co.za, where the questions have been answered by Mufti Zakaria Makada (Hafizahullah), who is currently a senior lecturer in the science of Hadith and Fiqh at Madrasah Ta’leemuddeen, Isipingo Beach, South Africa.

Read answers with similar topics: