Home » Hanafi Fiqh » Muftionline.co.za » Kisi khaas na mahram aurat ke liye dua maangna

Kisi khaas na mahram aurat ke liye dua maangna

Answered as per Hanafi Fiqh by Muftionline.co.za

Q: Na mahram ko Allah se dua kar ke mangna is me to galti nahi he? Phir jab us na mahram ko jannat me saath rakhne ki dua kare to kaisa he?

Agar uski shaadi hojati to us surat me usko jannat me mangnaa ke kiya jaiz he aur Jannat to aisi jagha sub kuch milega! 

Bismillaah

A: Kisee khaas aurat keliye dua na karo. Ispar iktifa kare ke jo behtar ho aap keliye wahi karaale.

And Allah Ta’ala (الله تعالى) knows best.

Answered by:

Mufti Ebrahim Salejee (Isipingo Beach)

This answer was collected from MuftiOnline.co.za, where the questions have been answered by Mufti Zakaria Makada (Hafizahullah), who is currently a senior lecturer in the science of Hadith and Fiqh at Madrasah Ta’leemuddeen, Isipingo Beach, South Africa.

Read answers with similar topics: