Home » Hanafi Fiqh » Muftionline.co.za » Kisi musalmaan ko kaafir kehna

Kisi musalmaan ko kaafir kehna

Answered as per Hanafi Fiqh by Muftionline.co.za

Q: Main ap sa poochna tha kay kaya kisi Muslim ko kafir kehny sa banda khud kafir ho jata hai? Kal hum tv daikh rahy thy to mary husband na ak politician ko kaha kafir ka bacha jab k jis k lia unhon na yeh word use kia uski death hi chuki ha wo khud ak dam upset ho gye ar Allah sa mafi b mangi ar mjhy keh rhy thy k main na usko kafir samjh k nahi kaha ghussay ar nafrat ma kaha ma usko Muslim w samjhta hoon to plz btain kay kya hukam ha is bary main kya banda wakai islam sa nikal jata hai ar kya tajdeed e nikkah ar imaan bhi karna hota hai

Bismillaah

A: Bilaa wajah kisee musalman ko kaafir kehne ko durust samajhna zaahir baat he ke ye kufr ki baat he.

And Allah Ta’ala (الله تعالى) knows best.

Answered by:

Mufti Ebrahim Salejee (Isipingo Beach)

This answer was collected from MuftiOnline.co.za, where the questions have been answered by Mufti Zakaria Makada (Hafizahullah), who is currently a senior lecturer in the science of Hadith and Fiqh at Madrasah Ta’leemuddeen, Isipingo Beach, South Africa.

Read answers with similar topics: