Home » Hanafi Fiqh » Muftionline.co.za » False rumour going viral on social media

False rumour going viral on social media

Answered as per Hanafi Fiqh by Muftionline.co.za

Q: I have received the following viral message

Zaroori Elaan, Madina Sharif ke Shaik Ahmed ne wasiyat nama bheja hai jis mein lika hai ke jumerat ko maine apne makan me Quran Sharif pak raka tha ki beend agaee aur main dekhta hoon ke, Mohammed Mustafa (Sallalahu Alaihi wasallam) tashreef laye. Farmaye ke is hafte 60 admi marenge, jis me koi imandar nahi tha. Bahut bura waqt aane wala hai, aurtein apne showhar ki khidmat nahi karti, aulad maa-baap ka kahena nahi mante, aurtein parda chord diya hai, aur maldar ghareeb ka khayal nahi karte.

Shaik Ahmed tum duniya ke logon ko samjhao Qayamat nazdeek hai, tauba ka darwaza band hojayega. Mohammed Mustafa (Sallalahu Alaihi wasallam) ne farmaye hai ki jo shaks wasiyat ko padkar us ko doosron tak pohonchayega Qayamat ke din us ki hifazat karoonga, aur us ke khandaan ko Jannatul Firdouse me jagah dilwaoonga, aur jo aisa nahi karega woh khuda ki is rahmat se mahroom rahega, guzarish hai ki jo is message ko forward karega to khuda, us ko malamaal kardega, kharazdaar is message ko batega to us ka kharaz adha ho jayega.

Shaik Ahmed ne farmaye hai ke jhoot ho to meri mout kafir ke haton se ho jaye. Jo insaan 1000 message bejega us ke dilki khawahish ek din ke andar poori hoogi, lekin jo admi aaj kal karke 26 din guzardega uska buhat nuksan hoga, is baat par yaqeen karke bombay shehar ke ek insaan ko 41 lakh rupaye mil gaye, dhanbad ke ek ricksha wale ne 740 message baat diya, usko 7 din ke baad mitti ke andar se sona ka matka mila, us ke baad carodpathi ban gaye. Ek gharib ghar ladka messege forward ki soch raha tha ke uski naukri lagaayee, bad me usne 1000 bar message forward kar diya ek aadmi ne jhoot samajhkar message delete kar diya, uska ladka margaya, ek aadmi ko message milte hi forward karne ko soch raha tha, laparwahi se usne ek mahina guzaardiya, uski biwi ka inteqal hogaya, aur kaam mein kaafi naqsaan hogaya. Dajtal gaon ke 4 aadmi milkar 140 logo ko message forward ki, unhe ek ghante ke andar 24 lakh ki lottery milgayee. Us ke baad who 4 aadmi ek Masjid banane ki sonch rahe hain har insaan se guzarish hai ke is message ko padkar na rake frndz is message par yaqeen karo yeh koi yeh mamooli baat nahi hai app bhi jaldi is message ko forward kare. 

I have received this message on whatsapp. Please can you tell me how true is it? Should we believe in these types of messages?

Bismillaah

A: This is just a false rumour intended to create despondency in the hearts of the Muslims.

And Allah Ta’ala (الله تعالى) knows best.

Answered by:

Mufti Ebrahim Salejee (Isipingo Beach)

This answer was collected from MuftiOnline.co.za, where the questions have been answered by Mufti Zakaria Makada (Hafizahullah), who is currently a senior lecturer in the science of Hadith and Fiqh at Madrasah Ta’leemuddeen, Isipingo Beach, South Africa.

Read answers with similar topics: