Home » Hanafi Fiqh » Muftionline.co.za » Shaadi ke liye wazifa

Shaadi ke liye wazifa

Answered as per Hanafi Fiqh by Muftionline.co.za

Q: Mujhe 41 hogaya he, pehle jitni b rishta aayaa mera, mujhe kisi me b dilchaspi yaani ek shadi kerneki khushi nahin hasil huii jiski wajah se pasand apna nahin huii, mein shaadi to kerna chahta hun lekin jo ladki mujhko pasand aajaye, uska chehra, rang, naknaksha per khudah ki kasam jisko me pasand samjha wahan rishta nahin banpaya. Abb to derr hogayi he kya Allah se ummid lagaye rahun, fir kya duaa kerun, meri maa ka b inteqal hochuka abb mere chhote bhai behen shadi kerchuke per mujhe kyaa kerni he apne Rabb se. Kya kerun kuchh samajh me nahin aataa. Allah khair kare. Aamin. Koi wazifa yaa apni gunah ki bakhsishh.

Bismillaah

A:

1. Ham kya kare. Rishte me apne pasand nahi dekhe. Jisme aapne rishta chaha usne aapke andar apni pasand ki cheez nahi dekhi to inka kya qusoor.

2. Dunya me kisee aadmi ko apni poori matlab haasil nahi hoti. Koshish karo aur koshish karne ke ba`d jo cheez mil jaaye uspar shukr karo is yaqeen karte huwe ke tumhaare andar bhi bohot hee kamzoriya he jo doosre log bardaasht karte he.

And Allah Ta’ala (الله تعالى) knows best.

Answered by:

Mufti Ebrahim Salejee (Isipingo Beach)

This answer was collected from MuftiOnline.co.za, where the questions have been answered by Mufti Zakaria Makada (Hafizahullah), who is currently a senior lecturer in the science of Hadith and Fiqh at Madrasah Ta’leemuddeen, Isipingo Beach, South Africa.

Read answers with similar topics: