Q: Agar kapdoon par mani Lag ker khushak Ho Jai to Khurchny se Kapda paak Ho Jai ga yahan tak ke mani aik taraf se jazab ho ker doosri taraf zahir ho jai, ya dhoony se hi Paak ho ga Kapdaa?
A: Agar mani itni patli he ke paani ki tarah kapre ke andar jazb hogaya, to paani se dhona zuroori he.
And Allah Ta’ala (الله تعالى) knows best.
Answered by:
Mufti Zakaria Makada
Checked & Approved:
Mufti Ebrahim Salejee (Isipingo Beach)