Home » Hanafi Fiqh » Muftionline.co.za » Jannat phonchne ke lia kowshish karna

Jannat phonchne ke lia kowshish karna

Answered as per Hanafi Fiqh by Muftionline.co.za

Q: Moulana Allah har dua qubool karta hai. Me ek ladki ku pasand karta hoon. Lekin mein usse nikha nahi kar saka. Mujhe wo ladki jannath mein chahiye mein allah se dua kar chuka hoon pure yakeen ki saath? Kya wo mujhe jannath mein milegi? Please explain.

Bismillaah

A: Ye koshish karo Jannat me pohonchne ki. Jannat ko jab pohonch jawoge to Allah tumhaara sab khwahish ko poora karega.

And Allah Ta’ala (الله تعالى) knows best.

Answered by:

Mufti Ebrahim Salejee (Isipingo Beach)

This answer was collected from MuftiOnline.co.za, where the questions have been answered by Mufti Zakaria Makada (Hafizahullah), who is currently a senior lecturer in the science of Hadith and Fiqh at Madrasah Ta’leemuddeen, Isipingo Beach, South Africa.

Read answers with similar topics: