Home » Hanafi Fiqh » Muftionline.co.za » Wo larki jo maa nahi bansakti, us se shaadi karna

Wo larki jo maa nahi bansakti, us se shaadi karna

Answered as per Hanafi Fiqh by Muftionline.co.za

Q: Mai aik larki se shaadi karna chahta hn. Hamary ghar waly taqreeban raza mand hain is rishtay par. Masla ye hai k mjy larki sy pta chala hai k wo maa nhi ban sakti. Mery yaha par do sawal hain:

1. Kya ye baat sahi hai k mai ghar walo sy ye baat chupaun aur unhy naa bataun jb k mjy ye baat qabool hai.

2. Kya kisi larki sy rishta is wja sy khatm kr daina k wo maa nhi ban sakti, drust hai. Kya kahi is wja sy mai gunahgar to nhi ho jata. Mera ye masla hall farma dijiya. Allah apko jaza dy.

Bismillaah

A:

1. Agar aap is baat se khoosh ho to koi baat nahi.

2. Rishta khatam kardiya to ye bhi saheeh he, balke behtar he.

And Allah Ta’ala (الله تعالى) knows best.

Answered by:

Mufti Ebrahim Salejee (Isipingo Beach)

This answer was collected from MuftiOnline.co.za, where the questions have been answered by Mufti Zakaria Makada (Hafizahullah), who is currently a senior lecturer in the science of Hadith and Fiqh at Madrasah Ta’leemuddeen, Isipingo Beach, South Africa.