Home » Hanafi Fiqh » Muftionline.co.za » Website par ads lagane se paisa kamaan

Website par ads lagane se paisa kamaan

Answered as per Hanafi Fiqh by Muftionline.co.za

Q: Mera sawal hai kya me website se se earning kar sakta hun. Woh website Information daine ki ho gi logon ko like Wikipedia or Us website pe ads bhi chale ge lekin woh saaf ads hon ge haram nahi hon ge. Earning es tarha se ho ge agar koi mera dost meri website ko view kare ga or us ads pe click kare ga to us se mujhe earning ho gi or woh ads ke Paise or amount different hai fix ne hai.

Bismillaah

A: Agar us me koi haraam nahi he owr zi rooh ki tasweere bhi ne ho, to jaaiz hoga.

And Allah Ta’ala (الله تعالى) knows best.

Answered by:

Mufti Zakaria Makada

Checked & Approved:

Mufti Ebrahim Salejee (Isipingo Beach)

This answer was collected from MuftiOnline.co.za, where the questions have been answered by Mufti Zakaria Makada (Hafizahullah), who is currently a senior lecturer in the science of Hadith and Fiqh at Madrasah Ta’leemuddeen, Isipingo Beach, South Africa.

Read answers with similar topics: