Home » Hanafi Fiqh » Darulifta-Deoband.com » Khwab ki tabeer kya hai?

Khwab ki tabeer kya hai?

Answered as per Hanafi Fiqh by Darulifta-Deoband.com
assalam ale kum maine ek din subah ke waqt khwab dekha ki asmaan mein chaand hai or uske neeche taaron ki ek bagghi(cart)bani hui hai use koi chalane wala nahi hai.use dekh mujhe bahut khusi hui aur maine ghar ki terrace par sabko dikha rahi houn aur baatana chah rahi houn ki yeh dekho ye to wahi hai jis par huzoor saheb(pbuh)meraj par gaye they,lekin mujhe meraj lafz yaad nahi aa raha tha,aur jaise hi mere abbu or rishtedaro ne dekha wo cart waha se bahut jaldi se ghuzar gai.plz mujhe is khwaab ki tabber bata dijiye.Allah hafiz

Answer

(Fatwa: 1999/1849=D/1429)

It is a blessed dream. There is a glad tiding for one who had it. In-sha-Allah, you shall enjoy worldly benefits and honour with progress in religious matters.

Allah (Subhana Wa Ta’ala) knows Best

Darul Ifta,
Darul Uloom Deoband

This answer was collected from the official ifta website of Darul Uloom Deoband in India.