Home » Hanafi Fiqh » Darulifta-Deoband.com » Kya nikah mobile pe baat karke ya sms karke kiya ja sakta hai? Gunah ki maafi karne ka tariqa kya hai? Jamaat ko galat ka

Kya nikah mobile pe baat karke ya sms karke kiya ja sakta hai? Gunah ki maafi karne ka tariqa kya hai? Jamaat ko galat ka

Answered as per Hanafi Fiqh by Darulifta-Deoband.com
assalamo alaikum, hazrat kya ek ladka ladki ek dusre ko nikah me kabul kar le aamne saamne ya fir mobile pe baat karte huye ya fir sms kar k ladka ladki kubuliyat ka izhar kar de aur fir ye izhare kubul ladki apne ghar bata de,ya ladka sabhi ko bata de ki humne nikah karliya hai,to kya nikah ho jaega….agar nahi to nikah ki minimum shart kya hai..kya kagaz pe sign kar ke ya internet pe ya sms msg se nikah kiya ja sakta hai…(2)nikah ke pehle phone pe baat karna haraam hai to shadi hone ke baad kya us gunah ki maafi ho jayegi agar nahi to kaise is gunah ka kaffara adaa kiya jaye..jo jamaat khalis allah ka kaanoon aur shariyat naafis karne ke liye duniyawi nezam se lade..ya fir islamic country me shariyat laagu karane ke liye jehad kare us jamaat ko hum galat kaise keh sakte hai aur aisi jamaat haq pe hai ya nahi(swat ghaati)(3)jo biwi apne shauhar se ye kahe ki mere itne chahne wale hai ki mai chahti to aapki taraf dekhti bhi nahi aisi biwi ko talaak diya jaye ya maaf kiya jaye.. dua ki darkhwast hai akkaberin hazraat se.

Answer

(Fatwa: 443/36=TB/1430)

(1) As per the Shariah, the Nikah is not valid; since neither the boy and girl are present in single meeting nor is there any witness who heard them offering proposal and accepting the same.

في الھندیۃ: مِنْهَا أَنْ يَكُونَ الْإِيجَابُ وَالْقَبُولُ في مَجْلِسٍ وَاحِدٍ حتى لو اخْتَلَفَ الْمَجْلِسُ بِأَنْ كَانَا حَاضِرَيْنِ فَأَوْجَبَ أَحَدُهُمَا فَقَامَ الْآخَرُ عن الْمَجْلِسِ ۔۔۔۔۔ وَكَذَا إذَا كان أَحَدُهُمَا غَائِبًا (1:2)

If they want to marry while they are away from each other, the boy should write to the girl:  ?I marry you?.  So when the girl receives the letter, she should read it out and say in presence of two legal witnesses: ?I accept this Nikah?. Thus, the Nikah will be valid:

قوله ( بل غائب ) الظاهر أن المراد به الغائب عن المجلس وإن كان حاضرا في البلد وصورته أن يكتب إليها يخطبها فإذا بلغها الكتاب أحضرت الشهود وقرأته عليهم وقالت زوجت نفسي منه (الشامي 2:364، کتاب النکاح)

(2) This sin will be forgiven if you do good deeds, as the Quran says: ?Surely, good deeds erase bad deeds.? (11:114) What do you mean by duniyawi nizam?

(3) Why she says so, you should write it too. She will not deserve Talaq only by saying this much only. Such things happen sometime between husband and wife. Everyone should rectify his/her attitude, the problem will be solved, in-shaAllah.

Allah (Subhana Wa Ta’ala) knows Best

Darul Ifta,
Darul Uloom Deoband

This answer was collected from the official ifta website of Darul Uloom Deoband in India.