Home » Hanafi Fiqh » Darulifta-Deoband.com » Kya nikah karna aur namaaz padhna jayeez hai?

Kya nikah karna aur namaaz padhna jayeez hai?

Answered as per Hanafi Fiqh by Darulifta-Deoband.com
salam alaikum mufti sahab mein aap say sawal poochna chahta hoon kay america mein bahut say non-mualims islam kabul kar rahe hai un mein say bahut saray loog aisay hai america mein jo najayeez aulad hai.toh mera sawal hai kya aisa najayeez aulad kafiroon ki agar islam kabul karu toh kya aisay loogon say nikah karna jayeez hai aur kya un kay peechay namaaz padhna sahi hai jabkay woh pakkay imaan waleein ho gaye hai ?QURAN WA SUNNAT KI ROSHNI MEIN AAP JAWAB DAY.JAZAKALLAH.

Answer

(Fatwa: 516/468=B/1430)

When the new converts have become firm in their belief, they are loyal to Islam in true sense and they are satisfactory as per their moral character and education, so it is lawful to marry with them. Likewise, if they learn the rulings of salah well, recite the Quran correctly and shun major sins, you can offer salah behind them. As the Quran said: ?Surely the noblest of you, in Allah’s sight, is the one who is most pious of you.? (49:13)

Allah (Subhana Wa Ta’ala) knows Best

Darul Ifta,
Darul Uloom Deoband

This answer was collected from the official ifta website of Darul Uloom Deoband in India.

Read answers with similar topics: