Home » Hanafi Fiqh » Darulifta-Deoband.com » Kya durood sharif aur adhin ashteen ka shirt namaz me makrooh hai?

Kya durood sharif aur adhin ashteen ka shirt namaz me makrooh hai?

Answered as per Hanafi Fiqh by Darulifta-Deoband.com
(1) Jab fazaile amaml ki talim hoti hai to usme kai bar HUZUR(S.A.W.) ka naam ata hai to kya har baar durood sharif parhna zaruri hai? (2)garmi ki is mosam me zyada tar log adhi(half) ashteen ke shirt pahante hai to kya namaz me adhin ashteen ka shirt pahanna makrooh hai? (3)kya khade khade nahana mana hai? (4)juma ke khutbe me ab log buland awaz se durood nahi padhte halan ki thode sal pahle padhte the kya buland awaz se durood padhna mana hai?

Answer

(Fatwa: 921/921/M=1431)

(1) It is wajib to recite durood first time, later each time it is mustahab only.
(2) Yes, it is makrooh.
(3) No.
(4) Yes, it is forbidden.

Allah (Subhana Wa Ta’ala) knows Best

Darul Ifta,
Darul Uloom Deoband

This answer was collected from the official ifta website of Darul Uloom Deoband in India.

Read answers with similar topics: