Home » Hanafi Fiqh » Muftionline.co.za » Allah ke Raasta se kya muraad he?

Allah ke Raasta se kya muraad he?

Answered as per Hanafi Fiqh by Muftionline.co.za

Q: Allah ke Raasta se kya nuraad he? “Allah ka Raasta” Ye List Me Kya Kya Kaam Ayenge? Me bohat confuse hu. Please details de Batayiye.

Bismillaah

A: Kai cheeze uske andar aate he. Jo deeni ilm haasil karne ke liye nikalta ho, ya namaaz parhne ko musjid aata ho, ya apni islaah ke liye kisi buzurg ke saath ta`alluq rakhta ho ya tabeeghi jamaat me waqt lagaata ho. Ye sab cheeze fee sabeelillah ho.

And Allah Ta’ala (الله تعالى) knows best.

Answered by:

Mufti Ebrahim Salejee (Isipingo Beach)

This answer was collected from MuftiOnline.co.za, where the questions have been answered by Mufti Zakaria Makada (Hafizahullah), who is currently a senior lecturer in the science of Hadith and Fiqh at Madrasah Ta’leemuddeen, Isipingo Beach, South Africa.

Read answers with similar topics: