Home » Hanafi Fiqh » Muftionline.co.za » Shaadi qisman me he ya nahi?

Shaadi qisman me he ya nahi?

Answered as per Hanafi Fiqh by Muftionline.co.za

Q: Jaisa ke aap ne kaha hai ke shadi qismat me he to phir ye bhi to kehte hain ke larki mature hote hi us ki shadi kardeni chaiye warna parent ko gunah hoga, ab uske qismat me nhi to parent kya kare? please answer de. Agar ladki ki khwahish ho k larka khobsirat k sath khubsurat b ho to kya burai hai? Ye koi najaiz khwahsh to nahi hai? Kya hum Allah Ta’ala is tarha dua kar sakte he ke aye allah meri kisi neki ke badle me ye dua qubol karle?

bismillah.jpg

A: Hame yeh hukm he ke ham koshish kare. Koshish karlene ke bad hamaare zimme daari khatam hoti he. Jis tarah kaaro baar me koshish karte agarche qismat me rozi likha huwa he.

And Allah Ta’ala (الله تعالى) knows best.

Answered by:

Mufti Ebrahim Salejee (Isipingo Beach)

This answer was collected from MuftiOnline.co.za, where the questions have been answered by Mufti Zakaria Makada (Hafizahullah), who is currently a senior lecturer in the science of Hadith and Fiqh at Madrasah Ta’leemuddeen, Isipingo Beach, South Africa.

Read answers with similar topics: