Q: Mene apni beti ka naam ASWAH rakha hai. Kiya yeh naam sahi hai islam ki ruh se?
A: Saheeh naam Uswah he jis ka ma’na acha namoona. Aswa’ ka ma’na sab se bura he.
And Allah Ta’ala (الله تعالى) knows best.
Answered by:
Mufti Zakaria Makada
Checked & Approved:
Mufti Ebrahim Salejee (Isipingo Beach)